Vatan Hamārā Āzād Kashmīr


"Vatan Hamārā Āzād Kaśmīr", officially known as the Anthem of Azad Jammu and Kashmir, is the regional anthem of the state of Azad Kashmir, administered by Pakistan. The lyrics are based on a poem of the same name written in the mid-1960s by Hafeez Jalandhari. It was inspired during the Indo-Pakistani War of 1965.

Lyrics


Urdu originalRoman UrduDevanagari transliteration
Vatan hamārā āzād Kaśmīr,
Āzād Kaśmīr, āzād Kaśmīr ?
Bāghoñ aur bahāroñ vālā
Daryāoñ aur Kuhsāroñ vālā
Āsmān hai jis kā parcam
Parcam cānd sitāroñ vālā
Jannat ke nazāroñ vālā
Jammuñ aur Kaśmīr hamārā
? Vatan hamārā āzād Kaśmīr,
Āzād Kaśmīr, āzād Kaśmīr ?
Kohistānoñ ke ābādī
Pahan cukī tāj-e-āzādī
Izzat ke parvāne jāge
Āzādī ke śama jalādī
Jāg uṭhī hai sārī vādī
Hāmī hai Allāh tumhārā
? Vatan hamārā āzād Kaśmīr,
Āzād Kaśmīr, āzād Kaśmīr ?
Zar ke lākac se o Śetān
Kyuñ bīciñ ham dīn o īmān
Pākistān ke sāth khaṛe haiñ
Izzat, hurmat, hukm-e-Qurān
Jān bhī qurbān, māl bhī qurbān
Māl se pyārā, jān se pyārā
? Vatan hamārā āzād Kaśmīr,
Āzād Kaśmīr, āzād Kaśmīr ?
? वतन हमारा आज़ाद कश्मीर
आज़ाद कश्मीर आज़ाद कश्मीर ?
बाग़ों और बहारों वाला
दरियाओं कोहसारों वाला
आसमान है जिसका पर्चम
पर्चम चांद सितारों वाला
जन्नत के नज़ारों वाला
जम्मू और कश्मीर हमारा
? वतन हमारा आज़ाद कश्मीर
आज़ाद कश्मीर आज़ाद कश्मीर ?
कोहिस्तानों की आबादी
पहन चुकी ताज-ए-आज़ादी
इज़्ज़त के परवाने जागे
आज़ादी की शम्मा जल्लादी
जाग उठी है सारी वादी
हामी है अल्लाह तुम्हारा
? वतन हमारा आज़ाद कश्मीर
आज़ाद कश्मीर आज़ाद कश्मीर ?
ज़र के लालच से औशीतां
क्यों बेचें हम दीन-ओ-ईमान
पाकिस्तान के साथ खड़े हैं
इज़्ज़त हुर्मत हुक्म-ए-क़ुरआन
जान भी क़ुर्बान माल भी क़ुर्बान
माल से प्यारा जान से प्यारा
? वतन हमारा आज़ाद कश्मीर
आज़ाद कश्मीर आज़ाद कश्मीर ?